Tumhe apna banane ki kasam
Khaayi hain khaayi hain
Tumhe apna banane ki kasam
Khaayi hain khaayi hain
Teri aankho mein chahat hi nazar
Aayi hain aayi hain
Tumhe apna banane ki kasam
Khaayi hain khaayi hain
Mohabbat kya hain mein sabko bata dunga
Mohabbat kya hain mein sabko bata dunga
Jamane ko tere age jhuka dunga
Teri ulfat meri jaana voh rang
Laayi hain laayi hain
Teri ulfat meri jaana voh rang
Laayi hain laayi hain
Tumhe apna banane ki kasam
Khaayi hain khaayi hain
Tere honton se mein shobnom churaunga
Tere honton se mein shobnom churaunga
Tere anchol tale jeevan bitaunga
Meri nas nas mein tu baanke lahoon
Samaayi hain samaayi hain
Meri nas nas mein tu baanke lahoon
Samaayi hain samaayi hain
Tumhe apna banane ki kasam
Khaayi hain khaayi hain
Teri bahon mein hain dono jahan mere
Teri bahon mein hain dono jahan mere
Mein kuch vi to nehi dilbar bina tere
Tujhe paake jamaane ki khushi
Paayi hain paayi hain
Tujhe paake jamaane ki khushi
Paayi hain paayi hain
Tumhe apna banane ki kasam
Khaayi hain khaayi hain
Teri aankho mein chahat hi nazar
Aayi hain aayi hain
Tumhe apna banane ki kasam
Khaayi hain khaayi hain